Friday, February 22, 2008


Us raah pe mili thi Zindagi kisi din,
Khwahishon ka manzar tha; bas itna yaad hai,

Aaj bhi tanha hoon,door hairan hoon kahin,
Sukun na tha us din; aaj bas itna yaad hai.