
na tha koi gila na tha koi sikwa
par tha khalish ka ek karwaan
Chahat to na hai par hai ek Ehsaas
ki Nafrat hai apne hi is khud ke Wajood-E-Ehsaas
ki kyun kahte hai is ishq ko ibadat-e-khuda
jo hai khud nahin, to kyun ho uski tamanna
fir bhi machalti hai ye khoon-e-lahar ishq ki
kya samjhaye khud ko, ki hai mera koi Wajood nahin