
kisi pe aitbaar na karna ki har ek wafa ki murt nahin hota,
khuda ki ibadat hai ye ishq yun mehfilon mein rushwa nahin hota.
ham to jee lenge apne haal par ki tera ye haal hamse na dekha jayega,
bewafai ka alam hamne to sah liya par yaad rakhna tu bhi kabhi bikhar jayega.
No comments:
Post a Comment